Bandagi Kar

ArtistAnil Kant
AlbumBandagi Kar
Release DateThursday, January 30, 2020
Copyright© Trinity Sounds

Download & Streaming Stores

Video

Lyrics

Meri Rooh Khuda ki bandagi kar
Jo dekhna hai zindagi mein barkaton ka asar
Khuda ki bandagi kar

Jo rakhte hain Rab pe bharosa
Rehte hain woh khush sada
Khud pe yakin jo karte hain woh
Lete hain sab kuch gawa
Rakh tu sabr kar le shukr, aur na karna fikr
Khuda ki bandagi kar

Band aankhon ko kholta hai woh
Apni quwwat deta hai
Nek aur sacche logon par woh
Ruh ki baarish deta hai
Hai baadshah woh hi sada
Hai tera hamsafar