Kuch Bhi Nahi Hai

Artist Anil Kant
Album Kush Khabri
Release Date Thursday, May 10, 2018
Copyright © Trinity Sounds

Download & Streaming Stores

Video

Lyrics

Kuch bhi nahin – 4 hai, pyar ke bina
Mera masih – 4 hai, pyar ka khuda
Ye Zameen – kuch bhi nahin
Ye Aasmaan – kuch bhi nahin
Ye Bandagi – kuch bhi nahin
Ye Zindagi – kuch bhi nahin
Kuch bhi nahin hai, pyar ke bina

Pyar mohabbat, ishq wafa
Naam hai tere, sabhi khuda
Zindagi mein hum, bus pyar karen
Tere milne ka, intezar karen
Hum tere bin, kuch bhi nahin – 2
Kuch bhi nahin hain, hum tere bina..

Pyar kabhi, jalta nahin
Apni badhai, karta nahin
Pyar hai dheeraj, pyar hai maafi
Darta nahin, bura maanta nahin
Sab baaten, yeh seh leta hai
Sacchi baat bhi, keh deta hai
Khush hota, acchai se
Door rahe burai se
Pyar kabhi……….
Apni badai ….. ……
Pyar hai ………. Darta nahin — 2
Gyan adhoora, pyar ke bina